TMKOC: Vada pav ki dukan par Babita ki chudai – Part 1
This story is part of a series:
-
keyboard_arrow_left TMKOC – Hospital mein hui Babita ki chudai – Part 2
-
View all stories in series
Namaskar doston, main fir se aapke saamne “Taarak Mehta Ka Ooltah Chashmah” ke characters pe based ek sex story leke hazir hu. Umeed hai is story ko padh kar aapka lund khada ho jayega. To chaliye shuru karte hai.
Gokuldham society ke saamne ek nayi Vada Pav ki dukan khuli thi. Wahan ka jo malik tha, woh bahut ache vada pav banata tha. Dheere-dheere uski bikri badhne lagi.
Gokuldham ke bhi sabhi log uski dukan ke vada pav ke fan ho gaye. Ab jab bhi kisi ke ghar mein khaana nahi banta, to wahan se vada pav khaane chale jaate.
Dukan ka jo malik tha, woh badi safayi se kaam karta tha. Isliye baar-baar uski dukan ka vada pav khaane ke baad bhi koi beemar nahi padta tha. Jethalal aur Babita ne abhi tak uski dukan ka vada pav nahi khaaya tha.
Fir ek din Jethalal apni dukan par khada tha. Tabhi wahan se Babita guzar rahi thi. Usne black color ki jeans aur t-shirt pehni hui thi, jisme uska badan bahut sexy lag raha tha.
Saamne se jati sexy Babita ko dekh kar Jethalal se ruka nahi gaya, aur usne haal-chaal poochne ke bahane se usko awaaz de di.
Jethalal: Babita ji, kaisi hai aap?
Babita ne dukan par baithe Jethalal ki taraf dekha aur boli-
Babita: Arre Jetha ji, main theek hu. Aap bataye kaise hai?
Jethalal: Main bhi theek hu. Chai aayi hai abhi-abhi ghar se. Peena chaahengi mere sath?
Babita ko chai pasand hai, isliye woh haa bol kar dukan ke andar aa jati hai. Jethalal ki nazar Babita ki t-shirt ke gale se dikhti uski sexy cleavage par thi, jisko dekh kar uske muh mein paani aa raha tha.
Abhi Jethalal chai ke cups table par rakhta hi hai, ki tabhi Bagha aake bolta hai-
Bagha: Seth ji, sirf chai peene mein maza nahi hai. Iske sath vada pav khaa kar dekhiye saamne wali dukan ke.
Babita: Haa, suna to maine bhi hai ki mast banata hai. Lekin abhi tak jaane ka mauka nahi mila.
Jethalal: Arre to abhi chal lete hai. Chai ki chai aur vada pav ka vada pav.
Ye sun kar Babita kuch sochne lagti hai. Tabhi Jethalal bolta hai-
Jethalal: Arre Babita ji, zyada sochiye mat. Zyada time nahi lagega. Utna hi time lagega jitna akeli chai peene mein lagna tha. Chaliye-chaliye warna time zyada lagega.
Hafda-dafdi mein Babita bhi uth kar Jethalal ke sath chal padti hai. Fir dono vada pav ki dukan mein chale jaate hai. Dukan mein kafi jagah thi baithne liye. Andar ki taraf alag se room bhi bana hua tha.
Wahan jaa kar woh 2 plate vada pav order karte hai. Waiter unko 5-minute ka bol kar wait karne ko kehta hai. Ab dono ek table par aamne-saamne baithe the. Tabhi Jethalal ki nazar side wali table par jati hai, jahan par ek jawan ladka apni girlfriend ke sath baitha tha.
Woh ladka aur ladki vada pav khaane ke sath romance bhi kar rahe the. Pehle ladke ne vada pav uthaya aur usme se ek bite li. Fir usne wahi vada pav ladki ko khilaya.
Uske baad usne vada pav ko chatni mein duboya aur ladki ko khilate hue jaan-boojh kar uske gaal par chatni laga di. Uske baad woh apni jeebh se uske gaal chaat kar saaf karne laga. Iske alawa kabhi woh apni girlfriend ke boobs dabata, jisse uski ahh nikal jati.
Jethalal jab ye dab dekh raha tha, to Babita ne usko dekhte hue dekha. Fir Babita bhi udhar hi dekhne lagi. Dono ko us ladka-ladki ki taraf dekh kar kuch-kuch hone laga. Tabhi Jethalal ki nazar Babita par padi, jo us ladka-ladki ke erotic romance ko dekh rahi thi.
Jis tarah se Babita magan ho kar un dono ko dekh rahi thi, Jethalal samajh gaya ki Babita bhi mood mein aa gayi hogi. Usne is cheez ka faida uthane ki sochi.
Jethalal ne apna pair table ke neeche se aage badhaya, aur Babita ke pair ke sath touch karne laga. Babita ne pair feel kiya, aur woh samajh gayi ki Jethalal ka pair tha. Lekin woh fir bhi anjaan ban kar baithi rahi, aur un dono ladka-ladki ki taraf dekhti rahi.
Jab Babita ne kuch nahi kaha, to Jethalal ki himmat badh gayi. Woh samajh gaya ki aaj uska kaam ban sakta tha. Ye soch kar usne apna pair apne joote se nikala, aur Babita ki jeans mein kassi legs par firana shuru kar diya. Isse Babita madhosh hone lagi, lekin fir bhi anjaan bani rahi.
Ab Jethalal ka pair Babita ki jaanghon par pahunch chuka tha. Woh bas apna pair chut tak leke jaane hi wala tha, ki tabhi waiter wahan par vada pav ki plates leke aa gaya. Isse dono chaunk gaye aur seedhe hoke baith gaye.
Waiter ne vada pav ki plates unke saamne table par rakhi. 2 plates mein vada pav the, aur 2 mein chatni. Ab Jethalal aur Babita ek-doosre ki taraf dekh kar awkward si smile dene lage. Tabhi Babita boli-
Babita: Ye aaj ke youngsters bhi na, kahin bhi shuru ho jaate hai.
Jethalal: Arre inka bas chale to ye to sadak par shuru ho jaye.
Fir dono vada pav khaane lage. Khaate-khaate Jethalal ne Babita se poocha-
Jethalal: Babita ji, kabhi Iyer bhai ke sath aapne khul kar romance kiya hai?
Babita: Kya khaak kiya hai. Woh to band kamre mein romance dhang se nahi karte, khule mein kya karenge. Aapne kabhi kiya hai Daya ben ke sath aise khule mein romance?
Jethalal: Arre woh to dehati type hai. Band kamre mein romance ke time bhi pallu odh kar rakhti hai.
Ye sun kar Babita hasne lagi, aur usko haste dekh Jethalal bhi hasne laga.
Vada pav khaate hue Jethalal lagataar Babita ki cleavage ko ghoor raha tha. Aur ye Babita ne dekh liya. Fir woh boli-
Babita: Jethalal ji, lagta hai bahut juicy hai. Haina?
Jethalal (hairan ho kar): Kya Babita ji?
Babita: Vada pav.
Jethalal: Haa, bahut.
Jethalal samajh gaya tha, ki Babita usse double meaning baatein kar rahi thi. Lekin woh uske sath romance ki shuruaat kaise kare, ye samajh nahi aa raha tha usko. Tabhi uske dimag ki batti jali, aur usko ek idea aaya.
Ab woh idea kya tha, jiski madad se Jethalal ne Babita ki chudai usi dukan par ki, woh agle part mein read kariyega.
What did you think of this story??
Comments